Friday, September 21, 2012

Indian paintings















Tareekh hazaaron saal mein ....


Tareekh hazaaron saal mein bas itni si badli hai,
tab daur tha patthar ka ab log hain patthar ke.....

Duniya mein is tarah main...


Picture clicked by Joshua Weiner

Duniya mein is tarah main, rihaayash-pazeer hoon,
Theraa ho jaise koi,  kisi ke makaan mein...........

ye jo patthar hai



ye jo patthar hai , ye aadmi tha kabhi ,
isko kehte hain intzaar miyaan !

Baith jaata hoon khaak per ...


Baith jaata hoon khaak per aksar,
apni auqaat acchi lagti hai.....

Humein aata nahin hai....



Humein aata nahin hai har kisi ke saamne jhukna,
hum ehal-e-fikar hain, adat-e-darbaari nahi rakhte .......

Arsa-e-umr mein ......



Arsa-e-umr mein kya kya na rutein aayin  'magar',
Koi thehri na yahaan dard ke mosam ki tarah......

Aao Jaanch lete hain ....आओ जांच लेते हैं





Aao Jaanch lete hain
आओ जांच लेते हैं 
Dard ke Traazoo per
दर्द के तराज़ू पर 
Kis ka Gham kahan tak hai
किसका ग़म कहाँ तक है 
Shiddatein kahaan tak hain
शिद्दतें कहाँ तक हैं 

Kuch Aziz logon se pochna to parta hai
कुछ अज़ीज़ लोगों से पूछना तो पड़ता है 
Aajkal Mohabbat ki Qeematein kahaan tak hain
आजकल मोहब्बत की कीमत कहाँ तक हैं 

Ek sham aa jao, 
एक शाम आ जाओ 
Khul ke Haal-e-Dil keh lein
खुलके हाल-ए -दिल कह लें 
Kaun jaane saanson ki, 
कौन जाने साँसों की 
Mohalatein kahaan tak hain…!!
मोह्लातें कहाँ तक हैं ....!!

Expressions through Embroidery , Pencil and Water Colours by Izziyana Suhaimi


Izziyana Suhaimi , the Singaporean artist embroiders to pinpoint perfection, dabbles with watercolor, and obviously knows how to wield a pencil.  And she tends to do all these things within a single piece of work.