Tu nahi to zindagi mein aur kya reh jaayega
door tak tanhaayiyon ka silsila reh jaayega
dard ki saari tahein aur saare guzre haadse
sab dhuaan ho jaayeinge ekk waaqeyaa reh jaayega
yun bhi hoga vo mujhe dil se bhula dega magar
ye bhi hoga khud usi mein ekk khala reh jaayega
daayre inkaar ke ikraar ki sargoshiyaan
ye agar toote kabhi to faasla reh jaayega

This is one of my favourite Ghazals......Tu nahi to zindagi mein aur kya reh jaayega.
ReplyDeleteBeautiful....